• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
1,466
Reaction score
21,177
Points
523
“Through me you pass into the city of woe:
Through me you pass into eternal pain:
Through me among the people lost for aye.
Justice the founder of my fabric moved:
To rear me was the task of power divine,
Supremest wisdom, and primeval love.
Before me things create were none, save things
Eternal, and eternal I shall endure.
All hope abandon, ye who enter here.”

Dante's Inferno
 
Messages
1,414
Reaction score
18,489
Points
523
Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ?
Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai,

Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta,
mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai,

khiza Ka Jabar Tou Seene Pay Rok Lete Hain,
hamein Udaas Bahaaron Se Khauf Aata Hai,

Mile Hain Dosto Besaakhiyon Se Gham Itne,
Mere Badan Ko Sahaaron Se Khauf Aata Hai….

Main Iltifaat Ki Khandaq Se Door Rehta Hun,
ta’alluqaat K Gaaron Se Khauf Aata Hai..
 
Messages
1,466
Reaction score
21,177
Points
523
Kismat mein meri chain say jeena likh day
Dubey na kabhi mera safeena likh day

Jannat bhi bahot khoob magar mere liye
Aye Katib e Taqdeer, madina likh day

Tajdar e haram, hoo nigah e karam
Hum ghareebon kay din bhi sanwar jayein gay
Tajdar e haram, ho nigaah e karam
Hamiy e baikasan, kiya kahe ga jahan
App kay dar say khali agar jayein ge

Tajdar e haram, nigah e karam!!
Tajdar e haram, karam karam!!
 
Top