• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
1,764
Reaction score
3,472
Points
273
I would really take that advice
I am gonna roll the dice
and hope my luck strikes
I did not even think one or even twice
that your poetry was also nice

Thanks for the advice again
My poetry sucks but i don't even complain
I started a year back because i was in vain
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Musalmaan Hain Magar Shaan -e- Musalmaan Baich Daitay Hain
Yahan Daulat Kee Khatir Log Imaan Baich Daitay Hain
Naqab e Rehbari Pehnay Hue Iss Daur Kay Taajir
Maaz ALLAH Zaalim Log QURAA’N Baich Daitay Hain
Siyasat Kay Darindon Kee Haqeeqat Poochtay Kya Ho
Garibon Ka Lahu.. Behnon Ka Daaman Baich Daitay Hain
Utar Aatay Hain Jab Ahlay Watan Gairat Faroshi Par
Buzrugon Ka Haseen Kirdaar…. Insaan Baich Daitay Hain
Gazab Ye Hai Yahan Par Iqtidaar aur Shaan Kee Khaatir
Bharee Basti Luteron Ko Nighebaan Baich Daitay Hain
Ab Gairat e Kirdaar Ka Kya Tazkira Karna
Suna Hai Muflisee Main Log Imaan Baich Daitay Hain
 
Messages
2,865
Reaction score
13,723

This is absolutely beautiful, Princess! My god!
 
Messages
1,422
Reaction score
3,159

THE BBEESSTTTT..... NO MATCH FOR ANY POEMS....:D(y)
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793

haalaat k daaman may phaili ghairat nazar aati hai
k kayi log yahan, ilfaaz k iwz ye jahaan baich daitay hen!
(y)
yours?
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Kia Hua Tujhay Ay Shaam Ke Teri Rooh Itnee Be-Chain Kion Hay
Kion Murjhaya Hay, Aisy Lagay Hay Jesy Saalon Ka Beemar

A’amal-E-Zindgi Pe Naadan Hy Ya Ghame-E-Zamana Se Preshan
Na Ker Koee Gham Ay Pyaary, Sun Rahmat-E-Elahi Ki Pukaar

Rehy Umeed Ka Pouda Sar Sabz Tou Hay Zindgi Mein Bahaar
Torray Ga Jo Ta’luq Is Sy To Nazar Aien Gay Tujy Khar Hi Khar

Rakh Apny Gunahon Ka Khof Bi, Per Umeed-E-Rahmat Bi Hay Laazim
Ke Yehi Umeed Ker Day Gi Haqeeqat-E-Dunya Tujh Pe Aashkaar

Jo Ke Lia Bura Us Per Reh Naadim Aur Ker Lay Irada Naiki Ka
Ke Hukme-Ilahi Aur Tariqa-E-Nabi Kay Baghair Sab Hy Bekaar

Ban Ja Aajiz Banda Us Ka, Dil Tuty Per Hukm-E-Khuda Na Tutay
Dikha Day Nidaamat Ki Tarrap Apni Ke Dhul Jaey Ye Dil-E-Daghdar

Ker Lay Irada Musamam Ke Phir Na Ho Ga Sar Zad Tujh Sy Gunah Koi
Huey Pe Ker Touba Ky Hay Wuss’at-E-Rahmat-E-Elahi Be-Shumaar.
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye
Dard Kaisa B Ho Bandagi Chahiye

Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nhi
Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye

Tere He Aage Haath Phelaon
Ab Aesi ALLAH Mujhe Bebasi Chahiye

Tu Ho Jaye Raazi Sanwar Jaun Main
Mere Malik Aagahi Chahiye

Main Jhukun Or Jhukun Bus Jhuka He Rahun
Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye

Main Bhatak Jaun To Aasra Dey Mujhe
Aesi ALLAH Mujhe Rehbari Chahiye..

Aameen
 
yours????? seems to be so...
 
and this one? yours too?
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
gunah bohat kiye hein me nay, ab muafi maang ne aaya hoon
jin gunahon ki daldal mein umr kaati, un gunahon ki talafi maang ne aaya hoon

gunahgaar sahi syahkaar sahi, tera gwah tera banda hoon
bakhsh de mujhe me khair-o-bad ki pehchan se andha hoon

ye baazu, ye hath gwah bn gye hein meri gunahgaari k
mita de khm, jo tha dil-o-dimagh me is nafs-pujari k

tujhe mana hai, tere hi din k liye gaali bn k aaya hoon
ata kr de mujhe me, teri bandagi ka sawali bn k aaya hoon

ay Khuda! apni maghfirat ki jihad mein ghazi bna de mujh ko
aur kuchh nahi maangta hoon tujh se, numazi bna de mujh ko (Ameen)
 
Nibz

XPRS Moderator
Messages
4,615
Reaction score
9,574
Points
523
The Road Not Taken​
Two roads diverged in a yellow wood,​
And sorry I could not travel both​
And be one traveler, long I stood​
And looked down one as far as I could​
To where it bent in the undergrowth;​
Then took the other, as just as fair,​
And having perhaps the better claim,​
Because it was grassy and wanted wear;​
Though as for that the passing there​
Had worn them really about the same,​
And both that morning equally lay​
In leaves no step had trodden black.​
Oh, I kept the first for another day!​
Yet knowing how way leads on to way,​
I doubted if I should ever come back.​
I shall be telling this with a sigh​
Somewhere ages and ages hence:​
Two roads diverged in a wood, and I—​
I took the one less traveled by,​
And that has made all the difference.​
Robert Frost​
 
Messages
359
Reaction score
741
Points
103
"Try Try Again"
It's a lesson you should heed, try try again.
If at first you dont succeed, try try again
Then your courage should appear, for if you will persevere
You will conquer, never fear, try try again.

I couldn't write the rest. Too lazy. sorry. But you get what it's about.
 
Top